fbpx class="post-template-default single single-post postid-257 single-format-standard wp-custom-logo wp-embed-responsive post-image-above-header post-image-aligned-center sticky-menu-no-transition sticky-enabled both-sticky-menu right-sidebar nav-below-header separate-containers nav-search-enabled header-aligned-left dropdown-hover" itemtype="https://schema.org/Blog" itemscope>

how I start blogging WordPress Par Blog Start Kare 10 best tips

Kya aap WordPress par blogging start karne ki soch rahe hai or google me search kr rhe hai how I start blogging ya WordPress Par Blog Start Kare to aap is post ko puri taraha se read kare.

Because is post par main WordPress par blogging karne ke liye aapko kis bare me achi jankari honi chahiye Is bare me bataonga.

Blogging learn karke aap 2 ya 3 din me finished nahi kar sakte. Isme aapko shikne ko bahut kuch milega. But start karne ke liye aapko kuch baaton ko pehele se jaanna bahut hi jaruri hai.

Nahi to aapko WordPress par blogging karne me bahut parisani ho sakti hai.

So main aapko kuch aise points ke bare me bataonga. Jinke bare me thodi bahut jankari hona bahut hi essential hoti hai har new WordPress users ke liye.

how I start blogging WordPress Par Blog Start Kaise Kare 10 tip

how I start blogging WordPress Par Blog Kaise Kare 10 tip

aaj har koi internet par search kr rha hai how I start blogging WordPress ek open source software hai.

And hame apne blog ko maintain karne ke liye bahut se third party service use karna padhta hai. So aapko achi taraha pata hona chaiye ki kis chiz ko kaha aur kaise use karna hai.

Tabhi aapko WordPress par blogging karne me easy lagega.

1) Blog Topic

Blogging start kaise kare iske liye sabse important hai apne liye blog topic select karna. Because bahut se new bloggers ye nahi sochte ki wo blog par kya likhnge.

Isliye wo starting me kuch din to dusre bloggers ki copy karte hai. Aur kuch din baad se unko topic nahi milenge. Kuy ki aaj kal aap Internet par jo bhi likhoge wo aapko mill hi jayegi.

Isliye bahut se newbie parisan hote hai aur blogging ko continue nahi kar sakte. So ye pehele hi decide karna bater hoga ki aap kis topic par blogging karoge.

Blog ke liye topic select karna bahut hi assan hai. Kyu ki aap blogging me kisi bhi topic ko select kar sakte hai. So aapko jis topic par jyada interest ho aap usi niche ko select kare.

Newbie Ko Apne Blog Ke Liye Topic Kaise Select Karna chaiye aur konsa topic Unke liye best hoga puri jankari ke liye ye post padhe. Hindi Blogging Ke Liye Best Niche Kaise Select Kare

2) Domain Name

Domain name blog ki URL hoti hai. Jisse aapko WordPress blog banane se pehele register karna padhta hai. Aur fir apni blog par add karna padhta hai.

But domain name registration karne se pehele aapko ye decide karna hai ki aap kis bare me blogging karoge. Aur fir aapko usi hisab se apni domain name select karna hoga.

And domain name aapko buy karna padhega. GoDaddy, BigRock, Bluehost, Hostgator kahi se bhi aap domain purchases kar sakte ho. Aur domain name ko aapko yearly renew karna padhega.

But agar ek hi sath 5-10 years ke liye bhi agar aap domain registration karna chaho to kar sakte ho.

Blog ke liye domain Name kaise select kare is bare me maine ek details post likhi hai. Aap apne blog ke liye perfect domain name choose karne ke liye ye post padhe.

3) Hosting

WordPress blog par aapko hosting ki jarurat hogi. Aapki blog ki shabhi data hosting par hi host hote hai. So aapko apne liye hosting bahut hi carefully purchases karna hoga.

Because jab aap pay karte hai to usse pehele aapko kis taraha ka hosting chaiye. Aur konsa hosting aapke liye best hoga ye jaana bahut hi jaruri hai.

Kyu ki internet par shabhi company shahi nahi hote aur kuch shirf paise lete hai hai aur service achi nahi dete hai. So aapko bahut hi carefully hosting company choose karna hoga.

Aur hosting company me bhi aapko bahut type ke hosting milenge. Aapko ye pehele select karna hoga.

Because har type ke hosting ki alag alag price hoti hai. Jo aapko buy karna padhega same domain ki taraha isse bhi aapko renew karna padhega.

So blogging start karne se pehele aapko hosting ke bare me bhi achi jankari honi chahiye. Hosting ke bare me puri jankari ke liye aap is post ko read kare. Ek Newbie apne Liye Hosting Kaise Chose Kare

4) Theme

Theme kya hota hai. Aur ye kyu Jaruri hoti hai. Ye baat jaana bahut hi essential hota hai har blogger ke liye. Because theme aapki blog ko design karne me help karti hai.

Aur aap to jante hi hai agar kisi website ki design agar achi na ho to koi bhi uss site par visit karna pasand nahi karte. Isliye site ko badiya se design karne ke liye aapko ek badiya template apni blog ke liye select karna hoga.

Aur WordPress par aapko bahut se free aur paid them milte hai. Lekin shabhi theme achi nahi hote hai. So aapko ek perfect theme ko select karna hoga. Jo well coded ke sath fast Loading bhi hona bahut hi jaruri hai.

Aur template ko ek bar blog me install karne ke baad again and again change nahi karna chaiye. So aapko bahut hi soch samaj kar hi apne WordPress blog ke liye theme choose karna hoga.

Theme chahe aap free aur paid jo bhi use kare. Theme ki update regular hai ya nahi, loading speed fast hai ya nahi, WordPress ke recent version ke sath fit hota hai ya nahi ye shabhi check karne ke baad hi template ko purchase aur download kare.

Free aur paid me kitna difference hota hai ye to aap jante honge. But aisa bhi nahi ki aap free theme use karke apni blog se earning nahi kar sakte.

Aapke pass agar budget kam ho to aap starting me apni blog par free theme use kar sakte ho.

Maine bhi jab blogging start ki thi to mere pass jyada paisa nahi the aur maine apni blog par WordPress Free theme Hueman Use kiya tha.

Aur jab meri blog ki first earning muje mila tab maine ek paid theme buy kiya.

Aur paid theme agar aap use karna chaho to aap Themforest, StudioPress se ek paid theme purchase kar sakte ho. Main aapne blogs par StudioPress ki Genesis use karta hu.

Aap kisi dusre theme ko bhi use kar sakte ho. Bas aap upar bataye tips ko follow karke hi apne template select kare.

5) Plugins

WordPress par kisi bhi features ko add karne ke liye aapko plugin use karna padhta hai. Plugins software ka ek hissa hota hai. Jo PHP me banate hai so WordPress ke sath easily set hoti hai.

Par WordPress par aapko bahut plugins milenge. Aur shirf badiya plugins hi aapke blog ko next level par lekar ja sakti hai. But bahut se plugins poorly coded hote hai.

Jo aapki Blog ko slow loading banati hai aur aise plugin use karne se aapki website hacked bhi ho sakti hai.

So plugins ko check karke hi apni blog par install kare. Aur jo plugin regular update nahi hoti hai woise plugins ko aap kabhi bhi use mat kare.

Maine WordPress blog ke popular aur essential plugins ki list share ki hai. Aur in plugins use karne se aapki blog ki loading speed me bhi koi farak nahi padhega.

you can also read- which 5 software development life cycle methodology is best?

6) Search Engine Optimization

Blogging me SEO ka bahut badha role hota hai. har koi ye to search kr rha hai how I start blogging ya WordPress Par Blog Kaise Kare but unko SEO ka knowledge nhi hota hai.

Without SEO knowledge aap apne blog ko kabhi success nahi bana sakte. Google par aapne dekha hoga jab aap kuch search karte hai to bahut se results aapko show hote hai.

Lekin shirf 1,2,3 no par jo post reheti hai aap usiko dekhte hai. So jab aap blogging start karoge to aapke post bhi search results me sabse upar show hona Chaiye.

Nahi to aapki post ko koi nahi dekhega aur agar kisine aapke blog ke post hi nahi dekha ya aapke blog par koi visitors nahi aayenge to aapki blog se earning kaise hogi. Aur aapki blog kaise success hogi?

But SEO yani Search Engine Optimization ko properly follow karke aap apne apni blog post ko search engine ke sabse upar rakh sakte ho.

Shirf post par hi nahi aapko apni blog par bhi seo optimize karna hoga. Aur apni blog ko SEO Friendly banana hoga.

Aur seo ke bahut parts hote hai. Jisse, on page, off page, white hat, black hat. Jispar keyword, Permalink social site par sharing, mata Description, Image Optimization etc ate hai.

Maine Search Engine Optimization ki ek details post share ki hai jisse read karke aap SEO Ke bare me puri taraha Learn kar sakte ho.

Final Words

WordPress par blogging start karne ke liye in points ke bare me jankari agar aapke pass hogi. To aap badi assani se WP par blog banakar blogging start kar sakte ho.

Aur sath hi aap agar Google Content Policies ke bare me bhi ek bar read karlenge to uske baad aapko kis taraha ke content apni blog par share karna hai is bare me pata ho jayege.

Aur aap Google ke rules ko follow karke blogging start karoge to aap apni blog ko bahut hi jaldi success bana sakte ho. And apni blog se achi earning bhi kar sakte hai.

Ummid karta hu ki ye jankari(how I start blogging WordPress Par Blog Kaise Kare 10 tip) aapko achi aur helpful lagi.

Ab aap muje bataye ki aap blog kab bana rahe hai blogging start karne ke liye. Aur agar agar aapko koi bhi help ki jarurat ho to nichee diye comment box par bataye muje khoshi hogi aapki help karne me.

Leave a Comment